Sunday, December 27, 2009

Listen Raatein

Listen Payal

Listen Teri Yaad

Listen Har Jagah Hai Jal

Listen Morey Piya

Listen Main Mast Hoon

Listen Mahiya

Listen Panchhi (instrumental)

Listen Wo Lamhey (Sad)

Listen Ek Din Aega

Listen Humein Itna Pyaar (Slow)

Saturday, December 19, 2009

Kya Se Kya Lyrics

















kya se kya bana diya
Insaan Se Haiwaan
farishta tha main shaitaan bana diya

ik khwaaish meri bhi toh, ghum saare le lo khushi abb mujhe do
teri kabhi na maine maani, in naimaton ki kadar na jaani
maanake chalane waale bahot the, phir kyun insaan bana diya
Mit Chuki Ye kaaynaat kyun yeh jahaan bana diya

har baar socha ki kar jaayunga, socha nahin tha ki mar jaayunga
aakhiri saans tak ladta raha main, jaane yeh kya karta raha main
abb jab kuchh bhi nahin raha hai, mujhko kyun usaka ghum huwa hai
izzat yeh soharat yeh paisa mera, sab kuchh iss duniya mein hi toh raha hai

kya se kya bana diya
Insaan Se Haiwaan
farishta tha main shaitaan bana diya

Humein Itna Pyaar Lyrics















Humein itna pyaar na karo ke hum mar jaayein
hamein itna tanha na karo ke jina paayein

koyi dil ka karaar jaane na
koyi mann ki yeh baat bataayein na
koyi aankhon hi aankhon mein keh de yeh baat
chal chalein uss paar jahaan koyi na ho
sab khushiyaan ho paas aur sitam na ho
aur sitaaron se karte rahein hum baat
kya yahin hai khata pyaar maine kiya
abb yun sataao mere piya
tu hi mera dildaar, tu hi dil ka karaar
nahin iss baat se mujhe koyi inkaar
kabhi kabhi tum yaad aate ho, toh dil bhar aayein
yeh kaisa hai khumaar jo kam na ho aur badhata jaaye

dekha hai har mausam teri aankhon mein
beeta hai har lamha teri saanson mein
yeh saansein toh teri amaanat hai
kuchh ajab hai yeh haal mere sine mein abb sur hai aur taal
yeh jeevan hai, bas issi jeevan se hai mujhe thoda hai pyaar
teri aahat hai sarsaraahat hai, kuchh aur nahin yeh chaahat hai
naino se naino ko takake ??, tumhein aankhein churaane ki aadat hai
humein itna pyaar na karo ke hum mar jaayein
hamein itna tanha na karo ke jina paayein
humein itna pyaar na karo ke hum mar jaayein

Chup Chup Ho Tum Lyrics



















O saathi re yeh baatein chhod de, chhod de
o piyu re abb toh keh de, keh de
chup chup ho tum gumsum khade, aankhon mein hai pyaar liye
kehta hai dil tum aaoge, aa jaao na kyun ho khade
yeh sab baatein jab yaad aaye, palkon se aansu tap tap bahein

milte the jab hum kehte the, dil ka sukuun tum hi toh ho
aankhon se tum padh lete the, haal-e-dil jo bhi ho
o dhalte suraj ko dekhte the, aur phir chaanadani darshan karein
chup chup ho tum gumsum khade, aankhon mein hai pyaar liye

chhodkar ?? na jaau kabhi aankhon mein aansu na laana sanam
pyaar se jab bhi yaad karoge, yaadon mein chala aayunga main sanam
rasta kathin manjil nahin, phir bhi main kyun rukta nahi
jaata hoon abb bhi us jagah pe, jahaan baithate the hum bhi kabhi
woh naksh saare sab hai wahaan par, jinhe banaaya karte the

chup chup ho tum gumsum khade, aankhon mein hai pyaar liye
kehta hai dil tum aaoge, aa jaao na kyun ho

Friday, December 18, 2009

Chaltey Chaltey Lyrics




















Chalte chalte phir kaha aa gaye
sapno ke badal harsu chha gaye
aage hi aage har daud bhaage
chhod aaye hai duniya pichhe
dil mera jhumein, aasmaan ko chumein
abb hosh hai na kuchh pata
o o piya piya piya laage na jiya jiya jiya - (2)

kuchh khaab hain, kuchh manjile
bite lamho ki janjeere
yaade isake bhula na sake
bebas hai, pichhe ja na sake
aaj bhi yaadein, jhumein, sun le sada
tod di ?? saare aa hum karenge khata
aage hi aage jhumein sun le tu dil ki sada
dil mera jhumein, chumein hosh hai na kuchh pata
aage hi aage har daud bhaage
chhod aaye hai duniya pichhe
dil mera jhumein, aasmaan ko chumein
abb hosh hai na kuchh pata
o o piya piya piya laage na jiya jiya jiya - (2)
o piya, o piya laage na jiya, laage na jiya
o piya.....