Saturday, December 19, 2009

Kya Se Kya Lyrics

















kya se kya bana diya
Insaan Se Haiwaan
farishta tha main shaitaan bana diya

ik khwaaish meri bhi toh, ghum saare le lo khushi abb mujhe do
teri kabhi na maine maani, in naimaton ki kadar na jaani
maanake chalane waale bahot the, phir kyun insaan bana diya
Mit Chuki Ye kaaynaat kyun yeh jahaan bana diya

har baar socha ki kar jaayunga, socha nahin tha ki mar jaayunga
aakhiri saans tak ladta raha main, jaane yeh kya karta raha main
abb jab kuchh bhi nahin raha hai, mujhko kyun usaka ghum huwa hai
izzat yeh soharat yeh paisa mera, sab kuchh iss duniya mein hi toh raha hai

kya se kya bana diya
Insaan Se Haiwaan
farishta tha main shaitaan bana diya

No comments:

Post a Comment